🥩 Main Samagri:
1 kilo gosht
1 kilo arbi
🌶️ Garam Masala Paste ke liye:
1 chamach jeera
½ chamach kali mirch
Dalchini ka chhota tukda
3 chhoti elaichi
1 badi elaichi
4–5 laung
½ javitri
¼ jaiphal
2 inch adrak
1 medium size lahsun
1 tej patta
Song: Del – Tropical Love (Vlog No Copyright Music)
Music provided by Vlog No Copyright Music.
Video Link: • • Del – Tropical Love (V…
#No CopyrightMusic #VlogMusic #vlognocopyrightmusic
43 Comments
Aar I hi bolte hai hamare pass hyd me
❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Kachu
Beta cute hai tu….
Boht zyada
❤
Hamlog ise konchu bolte hai
Kachhu
Assalamualaikum wrwb baji mind mat karna aap steel ke chamach ki jagah lakdi ka samach use kijiye dish aur bhi tasty hogi aap ki videos bohut achi hai aur aap ke bete aur bhi acha hai aisa beta ho toh aap ke videos aur bhi taraki milegi inshallah Ameen summa ameen
Bahan aap log garam masala aur oil kam khate jao
Masha Allah Arvi gosht look nice but if you fry Arvi it taste better also sticky go way your video is good stay blessed always ❤❤❤❤
❤🎉🎉
अरवी की जगह आलु भी डाल सकते हे ना भैया बताईये हमे😊
Assalamu alaikum ammi jaan kya m aapke chennal ki video or voice download karke apne chennal per upload kar skti hu mujhe aapse ijazt chahiye please
Apka beta chef banne ki koshish kar rahe he
Humlog dahi nahi dalte he dahi aur arvi ko fry kar ke dalti hu
Kahan se ho bhai
हमारे यहां कांदा बोलते हैं औरंगाबाद में 😂😂😂😂😂
Kachu bolte hai
Tumhari har recipe mai 3 karchhi tel jata hai
Kachu bolte hm log kolkata me
Bolne ka salika 1 no mere bhai
Asalamalaikum
❤❤❤❤❤
Arvi gosht bolte hai hum log
Maa Ke hath Ka khana bohat maze Ka hota h🥰
Mr. H
Mr. Hum bhi arve krty hain
Pakistan AP Kahan se Hain btaiye
Very tasty ❤❤❤❤
Masha ALLAH new subscriber 🎉
Beta what is your name?
❤❤❤😍🤩🌹🌺🤗🤗🤷👍
Oil Konsa istmal karte hn please bata?
Khan kha k aap ka face is tarah ho jata hai jese khana aap ko pasa d nhi aaya.
Exellnet 🎉
Gagli gagliya bolte h saharanpur me or aaj y benra h
Same dhaniya kam dalna h mainhi itna hi dalti hu
Mumbai may arvi bolte hai❤❤❤❤❤❤
Look delicious 😢
Jab dikha rhe ho masala tb bola na karo ki kya kya hi
Location❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Super sy bhi uper🎉 hmmm ymmmiii my fvrt dish🤤 boht achi banaty hn aap log video❤
Mashallah ❤
Arvi ko fry kar ke dalte hai..gosht me..aap ka khana banane ka tarika ziyada kar ke h Hyderabadi style hai
So yummy 😋
Stay Blessed
Luv From PAKISTAN ❤